स: दुनिया बदल गई, मेरी दुनिया बदल गई,
दुनिया बदल गई
टुकड़े हुए हैं दिल के कली दिल की जल गई
त: दुनिया बदल गई, मेरी दुनिया बदल गई,
दुनिया बदल गई
ऐसी चली हवा कि ख़ुशी दुख में ढल गई
स: दिल ख़ाक हो गया ये किसी को ख़बर नहीं - 2
सब ये समझ रहें हैं कि अरमाँ निकल गई
दुनिया बदल गई
त: बर्बाद हो गया मेरी उम्मीद का चमन - 2
जिस डाल पर किया था बसेरा वो जल गई
दुनिया बदल गई
sa: duniyā badal gaī, merī duniyā badal gaī,
duniyā badal gaī
ṭukaṛe hue haiṅ dil ke kalī dil kī jal gaī
ta: duniyā badal gaī, merī duniyā badal gaī,
duniyā badal gaī
aisī chalī havā ki khuśhī dukh meṅ ḍhal gaī
sa: dil khāk ho gayā ye kisī ko khabar nahīṅ - 2
sab ye samajh raheṅ haiṅ ki armāṇ nikal gaī
duniyā badal gaī
ta: barbād ho gayā merī ummīd kā chaman - 2
jis ḍāl par kiyā thā baserā vo jal gaī
duniyā badal gaī