Dulhan se tumhaaraa milan hogaa o man thoree dheer

दुल्हन से तुम्हारा मिलन होगा ओ मन थोड़ी धीर्
Year
Language

दुल्हन से तुम्हारा मिलन होगा
ओ मन थोड़ी धीर धरो
बाँहों में चाँदी का बदन होगा
ओ मन थोड़ी धीर धरो

चाँद परी है चंचल है वो तेरी है चितचोर
मुखड़े को ही तकते-तकते हो जाएगी भोर
गोरे तन का तुम्हें दरशन होगा
ओ मन थोड़ी धीर धरो
बाँहों में चाँदी …

वो है मेरी पद्मिनिया और तू बाँका राजपूत
गज़ भर की छाती रखता है दिल भी रख मजबूत
नयनों-नयनों में रण होगा
ओ मन थोड़ी धीर धरो
दुल्हन से तुम्हारा …

dulhan se tumhārā milan hogā
o man thoṛī dhīr dharo
bāṇhoṅ meṅ chāṇdī kā badan hogā
o man thoṛī dhīr dharo

chāṇd parī hai chaṅchal hai vo terī hai chitchor
mukhaṛe ko hī takte-takte ho jāegī bhor
gore tan kā tumheṅ daraśhan hogā
o man thoṛī dhīr dharo
bāṇhoṅ meṅ chāṇdī …

vo hai merī padminiyā aur tū bāṇkā rājpūt
gaz bhar kī chhātī rakhtā hai dil bhī rakh majbūt
naynoṅ-naynoṅ meṅ raṇ hogā
o man thoṛī dhīr dharo
dulhan se tumhārā …