दुखियारे नैना ढूँढ़ें पिया को
(दुखियारे नैना ढूँढ़ें पिया को
निसदिन करें पुकार) -2
दुखियारे नैना
फिर क्या आएँगीं वो रातें -2
लौट गईं हैं जो बारातें -2
बीते दिन और बिछड़ा साथी -2
बहती नदी की धार
दुखियारे नैना …
राह में नैना दिया जलाएँ -2
आप जलें और जिया जलाएँ -2
जिस से जीवन भी जल जाए -2
वो कैसी जलधार
दुखियारे नैना …
(dukhiyāre nainā ḍhūṇṛheṅ piyā ko
nisdin kareṅ pukār) -2
dukhiyāre nainā
phir kyā āeṇgīṅ vo rāteṅ -2
lauṭ gaīṅ haiṅ jo bārāteṅ -2
bīte din aur bichhaṛā sāthī -2
bahtī nadī kī dhār
dukhiyāre nainā …
rāh meṅ nainā diyā jalāeṇ -2
āp jaleṅ aur jiyā jalāeṇ -2
jis se jīvan bhī jal jāe -2
vo kaisī jaldhār
dukhiyāre nainā …