दुःख से भरा हुआ है दिल
जीने में कुछ मज़ा नहीं
टूट गये सब आसरे
अब कोई आसरा नहीं
दुःख से भरा हुआ है दिल
दर्द से दिल निढाल है
आज ये अपना हाल है
रूठी हुई है ज़िंदगी
मौत का भी पता नहीं
दुःख से भरा हुआ है दिल
बिगड़े हुए नसीब ने
लूट लिया चमन मेरा
हाय्! ख़िज़ा तू ग़म न कर
तेरी कोई खता नहीं
दुःख से भरा हुआ है दिल …
duḥakh se bharā huā hai dil
jīne meṅ kuchh mazā nahīṅ
ṭūṭ gaye sab āsre
ab koī āsrā nahīṅ
duḥakh se bharā huā hai dil
dard se dil niḍhāl hai
āj ye apnā hāl hai
rūṭhī huī hai ziṅdgī
maut kā bhī patā nahīṅ
duḥakh se bharā huā hai dil
bigaṛe hue nasīb ne
lūṭ liyā chaman merā
hāy! khizā tū ġham na kar
terī koī khatā nahīṅ
duḥakh se bharā huā hai dil …