दुख और सुख के रास्ते, बने हैं सब के वास्ते (अभी ना जाओ छोड़ कर)
दुख और सुख के रास्ते, बने हैं सब के वास्ते
जो ग़म से हार जाओगे, तो किस तरह निभाओगे
खुशी मिले हमें के ग़म, खुशी मिले हमे के ग़म
जो होगा बाँट लेंगे हम
मुझे तुम आज़माओ तो
ज़रा नज़र मिलाओ तो, ज़रा नज़र मिलाओ तो
ये जिस्म दूर हैं मगर
दिलों में फ़ासला नहीं
जहाँ में ऐसा कौन है, कि जिसको ग़म मिला नहीं - 2
तुम्हारे प्यार की क़सम, तुम्हारा ग़म है मेरा ग़म
न यूँ बुझे बुझे रहो, जो दिल की बात है कहो
जो मुझ से भी छुपाओगे, जो मुझ से भी छुपाओगे
तो फिर किसे बताओगे
मैं कोइ गैर तो नहीं
दिलाऊँ किस तरह यक़ीं, दिलाऊँ किस तरह यक़ीं
कि तुम से मैं जुदा नहीं
मुझ से तुम जुदा नहीं
तुम से मैं जुदा नहीं, मुझ से तुम जुदा नहीं
तुम से मैं जुदा नहीं, मुझ से तुम जुदा नहीं …
dukh aur sukh ke rāste, bane haiṅ sab ke vāste
jo ġham se hār jāoge, to kis tarah nibhāoge
khuśhī mile hameṅ ke ġham, khuśhī mile hame ke ġham
jo hogā bāṇṭ leṅge ham
mujhe tum āzmāo to
zarā nazar milāo to, zarā nazar milāo to
ye jism dūr haiṅ magar
diloṅ meṅ fāslā nahīṅ
jahāṇ meṅ aisā kaun hai, ki jisko ġham milā nahīṅ - 2
tumhāre pyār kī qasam, tumhārā ġham hai merā ġham
na yūṇ bujhe bujhe raho, jo dil kī bāt hai kaho
jo mujh se bhī chhupāoge, jo mujh se bhī chhupāoge
to phir kise batāoge
maiṅ koi gair to nahīṅ
dilāūṇ kis tarah yaqīṅ, dilāūṇ kis tarah yaqīṅ
ki tum se maiṅ judā nahīṅ
mujh se tum judā nahīṅ
tum se maiṅ judā nahīṅ, mujh se tum judā nahīṅ
tum se maiṅ judā nahīṅ, mujh se tum judā nahīṅ …