दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर्
दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर
वफ़ाओं का मजबूर दामन बिछा कर
दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर
जो बिजली चमकती है उनके महल पर
वो कर ले तसल्ली, मेरा घर जला कर
दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर - 2
सलामत रहे तू, मेरी जान जाए - 2
मुझे इस बहाने से ही मौत आए
करूँगी मैं क्या चंद साँसें बचा कर
दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर - 2
(मैं क्या दूँ तुझे मेरा सब लुट चुका है
दुआ के सिवा मेरे पास और क्या है) - 2
गरीबों का एक आसरा-ए-खुदा है - 2
मगर मेरी तुझसे यही इल्तजा है
न दिल तोड़ना दिल की दुनिया बसा कर
दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर - 2
वफ़ाओं का मजबूर दामन बिछा कर
दुआ कर ग़म-ए-दिल, खुदा से दुआ कर - 2
duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar
vafāoṅ kā majbūr dāman bichhā kar
duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar
jo bijlī chamaktī hai unke mahal par
vo kar le tasallī, merā ghar jalā kar
duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar - 2
salāmat rahe tū, merī jān jāe - 2
mujhe is bahāne se hī maut āe
karūṇgī maiṅ kyā chaṅd sāṇseṅ bachā kar
duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar - 2
(maiṅ kyā dūṇ tujhe merā sab luṭ chukā hai
duā ke sivā mere pās aur kyā hai) - 2
garīboṅ kā ek āsrā-e-khudā hai - 2
magar merī tujhse yahī iltjā hai
na dil toṛnā dil kī duniyā basā kar
duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar - 2
vafāoṅ kā majbūr dāman bichhā kar
duā kar ġham-e-dil, khudā se duā kar - 2