दूर कहीं तू चल दिल रहा है मचल्
र: दूर कहीं तू चल दिल रहा है मचल
प्यार की राहों में प्रीत की छाँवों में
देख हुई हलचल
ल: दूर कहीं तू चल …
र: ये गुलाबी आसमाँ शाम का उड़ता धुआँ
ल: ले चलो मुझको वहाँ
र: रंग बिखरा है जहाँ भीगा-भीगा है समाँ
ल: ले चलो मुझको वहाँ
र: ये नज़ारे ये इशारे उड़ रहा आँचल
ल: दूर कहीं तू चल …
र: है ये मौसम प्यार का प्यार के इकरार का -2
ल: सपनों के सिंगार का दो दिलों के तार का
तार की झनकार का गीत है ये बहार का
र: तू रसीली रुत नशीली और हवा चंचल
दो: दूर कहीं तू चल दिल …
ra: dūr kahīṅ tū chal dil rahā hai machal
pyār kī rāhoṅ meṅ prīt kī chhāṇvoṅ meṅ
dekh huī halchal
la: dūr kahīṅ tū chal …
ra: ye gulābī āsmāṇ śhām kā uṛtā dhuāṇ
la: le chalo mujhko vahāṇ
ra: raṅg bikhrā hai jahāṇ bhīgā-bhīgā hai samāṇ
la: le chalo mujhko vahāṇ
ra: ye nazāre ye iśhāre uṛ rahā āṇchal
la: dūr kahīṅ tū chal …
ra: hai ye mausam pyār kā pyār ke ikrār kā -2
la: sapnoṅ ke siṅgār kā do diloṅ ke tār kā
tār kī jhankār kā gīt hai ye bahār kā
ra: tū rasīlī rut naśhīlī aur havā chaṅchal
do: dūr kahīṅ tū chal dil …