Door jaaye re raah meree aaj teree raah se

दूर जाये रे राह मेरी आज तेरी राह से
Work
Year
Language

दूर जाये रे -4
राह मेरी आज तेरी राह से
दूर कहीं दूर दूर दूर जाये रे
दूर जाये रे

दूर से ही माँग रही ओ पिया
आज तुमसे, आज तुमसे आखरी बिदाई रे
राह मेरी आज तेरी राह से
दूर कहीं दूर दूर दूर जाये रे

ज़िंदगी को कोई कहता इक सफ़र, इक सफ़र
कहानी दो दिनों की है ये कहता है कोई
पर मुझसे पूछो तो कहूँगी ज़िंदगी
मुहब्बत और मुसीबत का महासंग्राम है
मेरे प्यार ने तो ये संसार से
हार मान लीनी आज, हाय रे
राह मेरी आज तेरी राह से
दूर कहीं दूर दूर दूर जाये रे

dūr jāye re -4
rāh merī āj terī rāh se
dūr kahīṅ dūr dūr dūr jāye re
dūr jāye re

dūr se hī māṇg rahī o piyā
āj tumse, āj tumse ākhrī bidāī re
rāh merī āj terī rāh se
dūr kahīṅ dūr dūr dūr jāye re

ziṅdgī ko koī kahtā ik safar, ik safar
kahānī do dinoṅ kī hai ye kahtā hai koī
par mujhse pūchho to kahūṇgī ziṅdgī
muhabbat aur musībat kā mahāsaṅgrām hai
mere pyār ne to ye saṅsār se
hār mān līnī āj, hāy re
rāh merī āj terī rāh se
dūr kahīṅ dūr dūr dūr jāye re