Door hato ai duniyaa vaalon hindustaan hamaaraa hai

दूर हटो ऐ दुनिया वालों हिन्दुस्तान हमारा है
Work
Year
Language

आज हिमालय की चोटी से फिर हम ने ललकरा है
दूर हटो ऐ दुनिया वालों हिन्दुस्तान हमारा है

जहाँ हमारा ताज-महल है और क़ुतब-मीनारा है
जहाँ हमारे मन्दिर मस्जिद सिखों का गुरुद्वारा है
इस धरती पर क़दम बढ़ाना अत्याचार तुम्हारा है

शुरू हुआ है जंग तुम्हारा जाग उठो हिन्दुस्तानी
तुम न किसी के आगे झुकना जर्मन हो या जापानी
आज सभी के लियए हमारा यही क़ौमी नारा है

āj himālay kī choṭī se phir ham ne lalakrā hai
dūr haṭo ai duniyā vāloṅ hindustān hamārā hai

jahāṇ hamārā tāj-mahal hai aur qutab-mīnārā hai
jahāṇ hamāre mandir masjid sikhoṅ kā gurudvārā hai
is dhartī par qadam baṛhānā atyāchār tumhārā hai

śhurū huā hai jaṅg tumhārā jāg uṭho hindustānī
tum na kisī ke āge jhuknā jarman ho yā jāpānī
āj sabhī ke liyae hamārā yahī qaumī nārā hai