Door hai kinaaraa gahree nadee kee dhaaraa

दूर है किनारा गहरी नदी की धारा
Work
Year
Language

दूर है किनारा -2
गहरी नदी की धारा
टूटी तेरी नइया
माझी
खेते जाओ रे
हे हे नइया
खेते जाओ रे
दूर है किनारा
हो

आँधी कभी तूफ़ाँ कभी
कभी मझधार
ओ माझी रे
हे हे माझी रे
आँधी कभी तूफ़ाँ कभी
कभी मझधार
जीत है उसी की जिसने
मानी नहीं हार

माझी
खेते जाओ रे
दूर है किनारा
हो

डूबते हुये को बहुत है
तिनके का सहारा
ओ माझी रे
हे हे माझी रे
डूबते हुये को बहुत है
तिनके का सहारा
मन जहाँ मान ले माझी
ए हे मन जहाँ मान ले माझी
वहीं है किनारा

माझी
खेते जाओ रे
दूर है किनारा
हो
हे हे नइया
खेते जाओ रे

dūr hai kinārā -2
gahrī nadī kī dhārā
ṭūṭī terī naiyā
mājhī
khete jāo re
he he naiyā
khete jāo re
dūr hai kinārā
ho

āṇdhī kabhī tūfāṇ kabhī
kabhī majhdhār
o mājhī re
he he mājhī re
āṇdhī kabhī tūfāṇ kabhī
kabhī majhdhār
jīt hai usī kī jisne
mānī nahīṅ hār

mājhī
khete jāo re
dūr hai kinārā
ho

ḍūbte huye ko bahut hai
tinke kā sahārā
o mājhī re
he he mājhī re
ḍūbte huye ko bahut hai
tinke kā sahārā
man jahāṇ mān le mājhī
e he man jahāṇ mān le mājhī
vahīṅ hai kinārā

mājhī
khete jāo re
dūr hai kinārā
ho
he he naiyā
khete jāo re