Dol rahee hai naiyaa meree

दोल रही है नैया मेरी
Work
Year
Language

आशोक ख़ुमर वेर्सिओन

डोल रही है, डोल रही है, डोल रही है नैया
डोल रही है नैया मेरी डोल रही है नैया
आ हो हो
हो हो हो हो -3

( आज पूनम का चाँद खिला हँस रही है रात
आज चमकीली लहरों का चंचल है गात ) -2
मैं अकेला हूँ किससे कहूँ अपने मन की बात
( हो
कहाँ जाऊँ, कहाँ जाऊँ, कहाँ जाऊँ रे ) -2

मेरी राधा है कौन मैं हूँ किसका कन्हैया
मेरी राधा
मेरी राधा है कौन मैं हूँ किसका कन्हैया

डोल रही है नैया मेरी डोल रही है नैया
डोल रही है, डोल रही है, डोल रही है नैया
डोल रही है नैया मेरी डोल रही है नैया
हो

āśhok khumar version

ḍol rahī hai, ḍol rahī hai, ḍol rahī hai naiyā
ḍol rahī hai naiyā merī ḍol rahī hai naiyā
ā ho ho
ho ho ho ho -3

( āj pūnam kā chāṇd khilā hṇs rahī hai rāt
āj chamkīlī lahroṅ kā chaṅchal hai gāt ) -2
maiṅ akelā hūṇ kisse kahūṇ apne man kī bāt
( ho
kahāṇ jāūṇ, kahāṇ jāūṇ, kahāṇ jāūṇ re ) -2

merī rādhā hai kaun maiṅ hūṇ kiskā kanhaiyā
merī rādhā
merī rādhā hai kaun maiṅ hūṇ kiskā kanhaiyā

ḍol rahī hai naiyā merī ḍol rahī hai naiyā
ḍol rahī hai, ḍol rahī hai, ḍol rahī hai naiyā
ḍol rahī hai naiyā merī ḍol rahī hai naiyā
ho