ल: दिया ना बुझे री आज हमारा
को: दिया ना बुझे री आज हमारा
ल: चले री पवन
सननन सनन
थर-थर काँपे जियरा
आ
को: दिया ना बुझे री आज हमारा
ल: आसथा जग-मग रूप निखारे
आ
को: आसथा जग-मग रूप निखारे
ल: प्रीत में खोये नैन हमारे
ढूँढें पी का धारा
को: दिया ना बुझे
ल: एक तो बदरा घन घन गरजे
आ
को: एक तो बदरा घन घन गरजे
ल: दूजे बिजरिया चम-चम चमके
जल-थल है जग सारा
आ
को: दिया ना बुझे री आज हमारा
चले री पवन
सननन सनन
थर-थर काँपे जियरा
आ
दिया ना बुझे री
आ
la: diyā nā bujhe rī āj hamārā
ko: diyā nā bujhe rī āj hamārā
la: chale rī pavan
sananan sanan
thar-thar kāṇpe jiyrā
ā
ko: diyā nā bujhe rī āj hamārā
la: āsthā jag-mag rūp nikhāre
ā
ko: āsthā jag-mag rūp nikhāre
la: prīt meṅ khoye nain hamāre
ḍhūṇḍheṅ pī kā dhārā
ko: diyā nā bujhe
la: ek to badrā ghan ghan garje
ā
ko: ek to badrā ghan ghan garje
la: dūje bijriyā cham-cham chamke
jal-thal hai jag sārā
ā
ko: diyā nā bujhe rī āj hamārā
chale rī pavan
sananan sanan
thar-thar kāṇpe jiyrā
ā
diyā nā bujhe rī
ā