Diyaa jisne dil lut gayaa vo bechaaraa

दिया जिसने दिल लुट गया वो बेचारा
Work
Year
Language

दिया जिसने दिल -2
लुट गया वो बेचारा -2
दिया जिसने
छोरा दिल
दिया जिसने
ओ बेटा दिल
लुट गया वो बेचारा -2

जिया कौन जिसे नीची नज़रों ने मारा -2
लुट गया वो बेचारा -2

को: दिया जिसने दिल -2
लुट गया वो बेचारा -2

नहीं भूलती वो अदा क्‌या अदा थी -2
लिपटना तुम्हारा झिझकना तुम्हारा -2
लुट गया वो बेचारा -2

को: जिया कौन जिसे नीची नज़रों ने मारा -2
लुट गया वो बेचारा -2

मेरा आशियाँ फूँक डाला गुलों ने -2
बहारों ने आ कर मेरा घर उजाड़ा -2
लुट गया वो बेचारा -2

को: जिया कौन जिसे नीची नज़रों ने मारा -2
लुट गया वो बेचारा -2

मज़े लूट ले चार दिन चाँदनी है -2
सै को: जवानी को देखा बुढ़ापा पुकारा -2
को: हा हा हा
सै को: लुट गया वो बेचारा
सै: बेटा
सै को: लुट गया वो बेचारा

diyā jisne dil -2
luṭ gayā vo bechārā -2
diyā jisne
chhorā dil
diyā jisne
o beṭā dil
luṭ gayā vo bechārā -2

jiyā kaun jise nīchī nazroṅ ne mārā -2
luṭ gayā vo bechārā -2

ko: diyā jisne dil -2
luṭ gayā vo bechārā -2

nahīṅ bhūltī vo adā k‌yā adā thī -2
lipaṭnā tumhārā jhijhaknā tumhārā -2
luṭ gayā vo bechārā -2

ko: jiyā kaun jise nīchī nazroṅ ne mārā -2
luṭ gayā vo bechārā -2

merā āśhiyāṇ phūṇk ḍālā guloṅ ne -2
bahāroṅ ne ā kar merā ghar ujāṛā -2
luṭ gayā vo bechārā -2

ko: jiyā kaun jise nīchī nazroṅ ne mārā -2
luṭ gayā vo bechārā -2

maze lūṭ le chār din chāṇdnī hai -2
sai ko: javānī ko dekhā buṛhāpā pukārā -2
ko: hā hā hā
sai ko: luṭ gayā vo bechārā
sai: beṭā
sai ko: luṭ gayā vo bechārā