दिया तो जला सब रात रे बालम्
( दिया तो जला सब रात रे बालम
पर तुम लौट ना आये
पर तुम लौट ना आये ) -2
( बिखर गई है सेज सुहानी
रोवत है अलबेली जवानी ) -2
छलिया रसिया किसे जाचके (?) हो -2
जी हमरा कलपाये
दिया तो जला सब रात रे बालम
भोर भई प्रीतम नहीं आये
( भोर भई प्रीतम नहीं आये
मन का दीपक बुझता जाये ) -2
छलिया रसिया आन मिलो रे -2
जी हमरा घबराये
छलिया रसिया आन मिलो रे -2
( diyā to jalā sab rāt re bālam
par tum lauṭ nā āye
par tum lauṭ nā āye ) -2
( bikhar gaī hai sej suhānī
rovat hai albelī javānī ) -2
chhaliyā rasiyā kise jāchke (?) ho -2
jī hamrā kalpāye
diyā to jalā sab rāt re bālam
bhor bhaī prītam nahīṅ āye
( bhor bhaī prītam nahīṅ āye
man kā dīpak bujhtā jāye ) -2
chhaliyā rasiyā ān milo re -2
jī hamrā ghabrāye
chhaliyā rasiyā ān milo re -2