Divaane ham yaar ke, parvaane ham pyaar ke

दिवाने हम यार के, परवाने हम प्यार के
Year
Language

दिवाने हम यार के, परवाने हम प्यार के
हमसे हैं नग्मे जवां, हमसे हैं सारा जहां

गुमसुम हो अगर हम, तो घटा छाए
मुस्काए तो विराने संवर जाए
हम रहते है मस्ताने, हर कोई हमे माने
हमसे हैं नग्मे जवां, हमसे हैं सारा जहां

रातों के अंधेरे में जिधर देखो, उजीयाले सवेरे में जिधर देखो
तो हम ही हम मिलते हैं, हम जैसे कम मिलते हैं
हमसे हैं नग्मे जवां, हमसे हैं सारा जहां

divāne ham yār ke, parvāne ham pyār ke
hamse haiṅ nagme javāṅ, hamse haiṅ sārā jahāṅ

gumsum ho agar ham, to ghaṭā chhāe
muskāe to virāne saṅvar jāe
ham rahte hai mastāne, har koī hame māne
hamse haiṅ nagme javāṅ, hamse haiṅ sārā jahāṅ

rātoṅ ke aṅdhere meṅ jidhar dekho, ujīyāle savere meṅ jidhar dekho
to ham hī ham milte haiṅ, ham jaise kam milte haiṅ
hamse haiṅ nagme javāṅ, hamse haiṅ sārā jahāṅ