Dinse dugunee ho jaaye ratiyaa

दिनसे दुगुनी हो जाये रतिया
Year
Language

दिनसे दुगुनी हो जाये रतिया, हाय्!
दिनसे दुगुनी हो जाये रतिया (3)
हो जाये रतिया
दिनसे दुगुनी हो जाये रतिया

जग सोये और दो दिल जागे (2)
जग की ओट में गरवा लागे (2)
जी भर के हो बतियाँ, रतिया (2)
दिनसे दुगुनी हो जाये रतिया (2)

लाज के बादल चाँद पे छाये (2)
तारे देखें और शरमाये (2)
चार नैन की बतियाँ-बतियाँ (2)
दिनसे दुगुनी हो जये रतिया (2)
हो जाये रतिया (2)
दिनसे दुगुनी हो जाये रतिया

dinse dugunī ho jāye ratiyā, hāy!
dinse dugunī ho jāye ratiyā (3)
ho jāye ratiyā
dinse dugunī ho jāye ratiyā

jag soye aur do dil jāge (2)
jag kī oṭ meṅ garvā lāge (2)
jī bhar ke ho batiyāṇ, ratiyā (2)
dinse dugunī ho jāye ratiyā (2)

lāj ke bādal chāṇd pe chhāye (2)
tāre dekheṅ aur śharmāye (2)
chār nain kī batiyāṇ-batiyāṇ (2)
dinse dugunī ho jaye ratiyā (2)
ho jāye ratiyā (2)
dinse dugunī ho jāye ratiyā