दिन गुज़रा रात आई रे बालम धड़कन लागा जी
दिन गुज़रा रात आई रे बालम
धड़कन लागा जी मेरा धड़कन लागा जी
मेरी एक ना मानी ऐ दिल -2
अब ग़म के आँसू पी
हो जी धड़कन लागा जी मेरा धड़कन लागा जी
दिन गुज़रा रात आई
प्रीत की रीत कहूँ न जाने हो राम -2
जाने आग लगाना
जल-जल के मैं राख भई
अब जल-जल के मैं राख भई
एक बार मिल जाना हो राम एक बार मिल जाना
राम करे मैं मर-मर जाऊँ -2
तू बालम मेरे जी
हो जी धड़कन लागा जी मेरा धड़कन लागा जी
दिन गुज़रा रात आई
बीत गईं वो चैन की रातें -2
सुख के वो दिन बीत गये -2
हार के बैठे गये दिल वाले -2
दिल के दुख इन बीत गये
भूल गया वो प्रीत लगा के -2
मैं याद करूँ किसकी
हो जी धड़कन लागा जी मेरा धड़कन लागा जी
दिन गुज़रा रात आई
din guzrā rāt āī re bālam
dhaṛkan lāgā jī merā dhaṛkan lāgā jī
merī ek nā mānī ai dil -2
ab ġham ke āṇsū pī
ho jī dhaṛkan lāgā jī merā dhaṛkan lāgā jī
din guzrā rāt āī
prīt kī rīt kahūṇ na jāne ho rām -2
jāne āg lagānā
jal-jal ke maiṅ rākh bhaī
ab jal-jal ke maiṅ rākh bhaī
ek bār mil jānā ho rām ek bār mil jānā
rām kare maiṅ mar-mar jāūṇ -2
tū bālam mere jī
ho jī dhaṛkan lāgā jī merā dhaṛkan lāgā jī
din guzrā rāt āī
bīt gaīṅ vo chain kī rāteṅ -2
sukh ke vo din bīt gaye -2
hār ke baiṭhe gaye dil vāle -2
dil ke dukh in bīt gaye
bhūl gayā vo prīt lagā ke -2
maiṅ yād karūṇ kiskī
ho jī dhaṛkan lāgā jī merā dhaṛkan lāgā jī
din guzrā rāt āī