(दिन छिप गया निकले तारे
तेरी याद में दर्द के मारे
रुक जाये ना ?, घर आजा रे बलम
दिल रो रो तुझे पुकारे)-2
(मेरे साजन मुखड़ा मोड़ गये
क्यों दिल में अंधेरा छोड़ गये)-2
ऐ चान्द बता, मेरी क्या है खता
जो रूठे पिया हमारे
दिन छिप गया निकले तारे
(मेरी मन ही मन में बात रही
नैनों में सदा बरसात रही)-2
मैं तो छुप छुप के रोई, मैं तो दर्द में खोई
मेरी समझे कौन ?
दिन छिप गया निकले तारे
(din chhip gayā nikle tāre
terī yād meṅ dard ke māre
ruk jāye nā ?, ghar ājā re balam
dil ro ro tujhe pukāre)-2
(mere sājan mukhaṛā moṛ gaye
kyoṅ dil meṅ aṅdherā chhoṛ gaye)-2
ai chānd batā, merī kyā hai khatā
jo rūṭhe piyā hamāre
din chhip gayā nikle tāre
(merī man hī man meṅ bāt rahī
nainoṅ meṅ sadā barsāt rahī)-2
maiṅ to chhup chhup ke roī, maiṅ to dard meṅ khoī
merī samjhe kaun ?
din chhip gayā nikle tāre