दिलवाले दिलवाले ... तुम प्रीत न कर पछताना
दिलवाले दिलवाले
जल-जल कर ही मर जाना
तुम प्रीत न कर पछताना -2
दिलवाले दिलवाले
( प्रीत की दिल से आग़ उठे
और दोनों तरफ़ लग जाये ) -2
तन को जलाये मन को जलाये -2
फिर भी न निकले हाय -2
एक शमा हो एक परवाना
तुम प्रीत न कर पछताना -2
दिलवाले दिलवाले
( रंग-रंगीली दुनिया में हैं
रंग-रंग के धोखे
दो दिन की जीवन-माया
इसको ना बिताना रो के ) -2
हँस-हँस कर प्रीत निभाना
तुम प्रीत न कर पछताना -2
दिलवाले दिलवाले
जल-जल कर ही मर जाना
तुम प्रीत न कर पछताना -2
दिलवाले दिलवाले
dilvāle dilvāle
jal-jal kar hī mar jānā
tum prīt na kar pachhtānā -2
dilvāle dilvāle
( prīt kī dil se āġh uṭhe
aur donoṅ taraf lag jāye ) -2
tan ko jalāye man ko jalāye -2
phir bhī na nikle hāy -2
ek śhamā ho ek parvānā
tum prīt na kar pachhtānā -2
dilvāle dilvāle
( raṅg-raṅgīlī duniyā meṅ haiṅ
raṅg-raṅg ke dhokhe
do din kī jīvan-māyā
isko nā bitānā ro ke ) -2
hṇs-hṇs kar prīt nibhānā
tum prīt na kar pachhtānā -2
dilvāle dilvāle
jal-jal kar hī mar jānā
tum prīt na kar pachhtānā -2
dilvāle dilvāle