Dillgee ne dee havaa thoraa saa dhuaan uthaa

दिल्लगी ने दी हवा थोड़ा सा धुआँ उठा
Work
Year
Language

कि: दिल्लगी ने दी हवा थोड़ा सा धुआँ उठा और आग जल गई
तेरी-मेरी दोस्ती प्यार में बदल गई
( तेरी-मेरी दोस्ती ) -2 प्यार में बदल गई
आ: दिल्लगी ने दी हवा …
दो: दिल्लगी ने दी हवा …

आ: पहले-पहले कम मिले फिर तो ख़ूब हम मिले
एक मुलाक़ात में उसकी बात-बात में
जाने तूने क्‌या कहा जाने मैने क्‌या सुना
तूने किया मज़ाक़ मेरी जान निकल गई
कि: तेरी-मेरी दोस्ती …

दो दिलों के मेल में इस नज़र के खेल में
ऐसे दिल धड़क गया शोर दूर तक गया
क्‌या ये ख़ून माफ़ है ये कोई इन्साफ़ है
आँखों का था क़सूर छुरी दिल पे चल गई
आ: तेरी-मेरी दोस्ती …

तेरी भी ख़ता नहीं मेरी भी ख़ता नहीं -2
दोनों पे शबाब है उम्र ये ख़राब है
कि: शौक़ शायरी का है शेर ये किसी का है
देखा जो हुस्न-ए-यार तबीयत मचल गई
दो: तेरी-मेरी दोस्ती …

ki: dillgī ne dī havā thoṛā sā dhuāṇ uṭhā aur āg jal gaī
terī-merī dostī pyār meṅ badal gaī
( terī-merī dostī ) -2 pyār meṅ badal gaī
ā: dillgī ne dī havā …
do: dillgī ne dī havā …

ā: pahle-pahle kam mile phir to khūb ham mile
ek mulāqāt meṅ uskī bāt-bāt meṅ
jāne tūne k‌yā kahā jāne maine k‌yā sunā
tūne kiyā mazāq merī jān nikal gaī
ki: terī-merī dostī …

do diloṅ ke mel meṅ is nazar ke khel meṅ
aise dil dhaṛak gayā śhor dūr tak gayā
k‌yā ye khūn māf hai ye koī insāf hai
āṇkhoṅ kā thā qasūr chhurī dil pe chal gaī
ā: terī-merī dostī …

terī bhī khatā nahīṅ merī bhī khatā nahīṅ -2
donoṅ pe śhabāb hai umr ye kharāb hai
ki: śhauq śhāyrī kā hai śher ye kisī kā hai
dekhā jo husn-e-yār tabīyat machal gaī
do: terī-merī dostī …