दिलबर कहूँ या दिलरुबा तुझे
हो हो ला ला
दिलबर कहूँ या दिलरुबा तुझे
डर है ख़ुदा का वरना मैं तो कहता ख़ुदा तुझे
मैं जां कहूँ ज़िन्दगी या जान-ए-जहां तुझे
मेरी वफ़ा ने मान लिया अपना ख़ुदा तुझे
क्यूँ धूम शायरों में न हो तेरे नाम की
ग़ालिब की तू ग़ज़ल है रुबाई ख़य्याम की
क्या ख़ूब शायराना मिली है अदा तुझे
मेरी वफ़ा ने मान लिया …
तेरी नज़र हसीन थी जो मैं हसीं लगी
चाहत तो आसमां तुझे वे ज़मीन दी
मैने दिखा दिया है आईना तुझे
डर है ख़ुदा का वरना …
सब कुछ मैं भूल बैठा लगाकर गले तुझे
दुनिया की हर ख़ुशी थी तेरे दर्द में मुझे
अब मुझसे कर सकेगी न दुनिया जुदा तुझे
डर है ख़ुदा का वरना …
ho ho lā lā
dilbar kahūṇ yā dilrubā tujhe
ḍar hai khudā kā varnā maiṅ to kahtā khudā tujhe
maiṅ jāṅ kahūṇ zindgī yā jān-e-jahāṅ tujhe
merī vafā ne mān liyā apnā khudā tujhe
kyūṇ dhūm śhāyroṅ meṅ na ho tere nām kī
ġhālib kī tū ġhazal hai rubāī khayyām kī
kyā khūb śhāyrānā milī hai adā tujhe
merī vafā ne mān liyā …
terī nazar hasīn thī jo maiṅ hasīṅ lagī
chāhat to āsmāṅ tujhe ve zamīn dī
maine dikhā diyā hai āīnā tujhe
ḍar hai khudā kā varnā …
sab kuchh maiṅ bhūl baiṭhā lagākar gale tujhe
duniyā kī har khuśhī thī tere dard meṅ mujhe
ab mujhse kar sakegī na duniyā judā tujhe
ḍar hai khudā kā varnā …