हे
दिल ये क्या चीज़ है
और दिल तमन्ना क्या है
तीर पर तीर चला ले तुझे
परवा क्या है
अरे तेरी क़सम मेरी जान
तेरे तीरों में छुपे प्यार के ख़ज़ाने हैं -2
मेरे लबों पे देखो आज भी तराने हैं -2
डन डर डन डर डा
आ डन डर डन डर डा
और होंगे जिन्हें
आराम के सामान मिले
अपनी कश्ती को तो
साहिल पे भी तूफ़ान मिले
को: अरे ये गीत पसन्द नहीं यार
( नइया पुरानी है
तूफ़ान भी पुराने हैं ) -2
मेरे लबों पे देखो आज भी तराने हैं -2
डन डर डन डर डा
डर डर डन डर डन डर र्रू
he
dil ye kyā chīz hai
aur dil tamannā kyā hai
tīr par tīr chalā le tujhe
parvā kyā hai
are terī qasam merī jān
tere tīroṅ meṅ chhupe pyār ke khazāne haiṅ -2
mere laboṅ pe dekho āj bhī tarāne haiṅ -2
ḍan ḍar ḍan ḍar ḍā
ā ḍan ḍar ḍan ḍar ḍā
aur hoṅge jinheṅ
ārām ke sāmān mile
apnī kaśhtī ko to
sāhil pe bhī tūfān mile
ko: are ye gīt pasand nahīṅ yār
( naiyā purānī hai
tūfān bhī purāne haiṅ ) -2
mere laboṅ pe dekho āj bhī tarāne haiṅ -2
ḍan ḍar ḍan ḍar ḍā
ḍar ḍar ḍan ḍar ḍan ḍar rrū