दिल-विल प्यार-व्यार मैं क्या जानूँ रे
दिल-विल प्यार-व्यार मैं क्या जानूँ रे
जानूँ तो जानूँ बस इतना जानूँ कि तुझे अपना जानूँ रे
तू है बुरा तो होगा पर बातों में तेरी रस है
जैसा भी है मुझे क्या अपना लगे तो बस है
घर हो तेरा जिस नगरी में चाहे जो हो तेरा नाम रे
घर-वर नाम-वाम मैं क्या जानूँ रे …
आदत नहीं कि सोचूँ कितनों में हसीन है तू
लट में हैं कितने घूँघर नैनों में कितना जादू
बस तू मोहे अच्छा लागे इतने ही से मुझ को काम रे
लट-वट नैं-वैन मैं क्या जानूँ रे …
कुछ जानती तो कहती रुत बन कर के मैं खिली हूँ
डालों सी झूमती मैं साजन से आ मिली हूँ
तू ही जाने रुत है कैसी और है कितनी रँगीं शाम रे
रुत-वुत शाम-वाम मैं क्या जानूँ रे …
पाया है जब से तुझको दिल पर नहीं है क़ाबू
एक प्यास है लबों पर बिखरे पड़े हैं गेसू
कुछ तो कह दे दर्द है कैसा, कैसी प्यास है ये हर गाम रे
लब-वब, प्यास-व्यास मैं क्या जानूँ रे …
dil-vil pyār-vyār maiṅ kyā jānūṇ re
jānūṇ to jānūṇ bas itnā jānūṇ ki tujhe apnā jānūṇ re
tū hai burā to hogā par bātoṅ meṅ terī ras hai
jaisā bhī hai mujhe kyā apnā lage to bas hai
ghar ho terā jis nagrī meṅ chāhe jo ho terā nām re
ghar-var nām-vām maiṅ kyā jānūṇ re …
ādat nahīṅ ki sochūṇ kitnoṅ meṅ hasīn hai tū
laṭ meṅ haiṅ kitne ghūṇghar nainoṅ meṅ kitnā jādū
bas tū mohe achchhā lāge itne hī se mujh ko kām re
laṭ-vaṭ naiṅ-vain maiṅ kyā jānūṇ re …
kuchh jāntī to kahtī rut ban kar ke maiṅ khilī hūṇ
ḍāloṅ sī jhūmtī maiṅ sājan se ā milī hūṇ
tū hī jāne rut hai kaisī aur hai kitnī rṇgīṅ śhām re
rut-vut śhām-vām maiṅ kyā jānūṇ re …
pāyā hai jab se tujhko dil par nahīṅ hai qābū
ek pyās hai laboṅ par bikhre paṛe haiṅ gesū
kuchh to kah de dard hai kaisā, kaisī pyās hai ye har gām re
lab-vab, pyās-vyās maiṅ kyā jānūṇ re …