दिल उसे दो जो जान दे दे, जां उसे दो जो दिल दे दे
दिल उसे दो जो जान दे दे, जान उसे दो जो दिल दे दे
1) ये प्यार के नज़ारे हैं देख लो जिधर
अब नाचती है दुनिया खुशी का है असर
लो खत्म हुआ है ये आज का सफ़र
अब होगी सुहानी वो कल की सहर, दिल उसे …
2) जो सोचते रहोगे तो कुछ न मिलेगा
जो चुपके रहोगे तो काम न बनेगा
जो दिल में जलोगे तो अरमान रहेगा
जो बढ़ते चलोगे तो रास्ता मिलेगा, दिल उसे …
3) वो गुंचा नहीं है जो खिलना न जाने
वो बाद-ए-सबा क्या जो चलना न जाने
वो बिजली नहीं जो चमकना न जाने
वो इन्सान नहीं जो तड़पना न जाने, दिल उसे …
dil use do jo jān de de, jān use do jo dil de de
1) ye pyār ke nazāre haiṅ dekh lo jidhar
ab nāchtī hai duniyā khuśhī kā hai asar
lo khatm huā hai ye āj kā safar
ab hogī suhānī vo kal kī sahar, dil use …
2) jo sochte rahoge to kuchh na milegā
jo chupke rahoge to kām na banegā
jo dil meṅ jaloge to armān rahegā
jo baṛhte chaloge to rāstā milegā, dil use …
3) vo guṅchā nahīṅ hai jo khilnā na jāne
vo bād-e-sabā kyā jo chalnā na jāne
vo bijlī nahīṅ jo chamaknā na jāne
vo insān nahīṅ jo taṛapnā na jāne, dil use …