Dil shaam se doobaa jaataa hai

दिल शाम से डूबा जाता है
Work
Year
Language

दिल शाम से डूबा जाता है -2
रात आएगी तो क्‌या होगा -2
जब नागन बनकर तनहाई -2
डस जाएगी तो क्‌या होगा -2
दिल शाम से डूबा …

जब प्यास मेरे अरमानों की
हर साँस पे बढ़ती जाएगी -2
ये कश्ती जब तूफ़ानों से -2
टकराएगी तो क्‌या होगा -2
दिल शाम से डूबा …

राह तकते अगर थक जाए नज़र
देती है तसल्ली आस मगर -2
जब आस तसली दे-दे कर -2
थक जाएगी तो क्‌या होगा -2
दिल शाम से डूबा …

dil śhām se ḍūbā jātā hai -2
rāt āegī to k‌yā hogā -2
jab nāgan bankar tanhāī -2
ḍas jāegī to k‌yā hogā -2
dil śhām se ḍūbā …

jab pyās mere armānoṅ kī
har sāṇs pe baṛhtī jāegī -2
ye kaśhtī jab tūfānoṅ se -2
ṭakrāegī to k‌yā hogā -2
dil śhām se ḍūbā …

rāh takte agar thak jāe nazar
detī hai tasallī ās magar -2
jab ās taslī de-de kar -2
thak jāegī to k‌yā hogā -2
dil śhām se ḍūbā …