Dil sanbhaale sanbhaltaa naheen aaj to

दिल संभाले संभलता नहीं आज तो
Work
Year
Language

मु: दिल संभाले संभलता नहीं आज तो
पास आने की दे दो इजाज़त हमें
ल: देखिए ये हसीं शाम ढलने को है
अब तो जाने की दे दो इजाज़त हमें -2
देखिए ये हसीं …

मु: कैसे कह दें कि जाओ इन आँखों से अब
तुमको जाते हुए देखा जाता नहीं
ल: हम भी मजबूर हैं वरना जाने का तो
ये ख़्याल अपने दिल में भी आता नहीं
मु: झील सी अपनी आँखों में पहले ज़रा
डूब जाने की दे दो इजाज़त हमें
ल: अब तो जाने की दे दो इजाज़त हमें
देखिए ये हसीं …

डाल दी तुमने आँखों में आँखें अगर
जाने फिर कब सनम आएँ हम होश में
मु: ज़िन्दगी भर हमें साथ रहना है अब
हम रहेंगे मोहब्बत के आग़ोश में
ल: क्‌या बताएँ हमें डर ज़माने का है
इस ज़माने की ले दो इजाज़त हमें
पास आने की दे दो …

mu: dil saṅbhāle saṅbhaltā nahīṅ āj to
pās āne kī de do ijāzat hameṅ
la: dekhie ye hasīṅ śhām ḍhalne ko hai
ab to jāne kī de do ijāzat hameṅ -2
dekhie ye hasīṅ …

mu: kaise kah deṅ ki jāo in āṇkhoṅ se ab
tumko jāte hue dekhā jātā nahīṅ
la: ham bhī majbūr haiṅ varnā jāne kā to
ye khyāl apne dil meṅ bhī ātā nahīṅ
mu: jhīl sī apnī āṇkhoṅ meṅ pahle zarā
ḍūb jāne kī de do ijāzat hameṅ
la: ab to jāne kī de do ijāzat hameṅ
dekhie ye hasīṅ …

ḍāl dī tumne āṇkhoṅ meṅ āṇkheṅ agar
jāne phir kab sanam āeṇ ham hośh meṅ
mu: zindgī bhar hameṅ sāth rahnā hai ab
ham raheṅge mohabbat ke āġhośh meṅ
la: k‌yā batāeṇ hameṅ ḍar zamāne kā hai
is zamāne kī le do ijāzat hameṅ
pās āne kī de do …