Dil par sau-sau baar chalaaye nainon vaale teer ho

दिल पर सौ-सौ बार चलाये नैनों वाले तीर हो
Work
Year
Language

मु: दिल पर सौ-सौ बार चलाये नैनों वाले तीर हो
इस छोरी की धूम मची है काबुल और कश्मीर हो
काबुल और कश्मीर हो

को: दिल पर सौ-सौ बार चलाये नैनों वाले तीर हो
इस छोरी की धूम मची है काबुल और कश्मीर हो
काबुल और कश्मीर हो
होय

मु: सखी हमारी नई नवेली जैसे बाग़ में खिली चमेली
को: हो हो
सखी हमारी नई नवेली जैसे बाग़ में खिली चमेली
मु: देखे जिसको भर के नज़र वो
देखे जिसको भर के नज़र वो हो जाये दिलगीर वो
को: इस छोरी की धूम मची है काबुल और कश्मीर हो
काबुल और कश्मीर हो
होय

मु: सब दुनिया इस पर ललचाये पर ये किसी के हाथ न आये
को: हो हो
सब दुनिया इस पर ललचाये पर ये किसी के हाथ न आये

% थे वेर्सिओन ई हद एन्द्स हेरे अब्रुप्त्ल्य्

mu: dil par sau-sau bār chalāye nainoṅ vāle tīr ho
is chhorī kī dhūm machī hai kābul aur kaśhmīr ho
kābul aur kaśhmīr ho

ko: dil par sau-sau bār chalāye nainoṅ vāle tīr ho
is chhorī kī dhūm machī hai kābul aur kaśhmīr ho
kābul aur kaśhmīr ho
hoy

mu: sakhī hamārī naī navelī jaise bāġh meṅ khilī chamelī
ko: ho ho
sakhī hamārī naī navelī jaise bāġh meṅ khilī chamelī
mu: dekhe jisko bhar ke nazar vo
dekhe jisko bhar ke nazar vo ho jāye dilgīr vo
ko: is chhorī kī dhūm machī hai kābul aur kaśhmīr ho
kābul aur kaśhmīr ho
hoy

mu: sab duniyā is par lalchāye par ye kisī ke hāth na āye
ko: ho ho
sab duniyā is par lalchāye par ye kisī ke hāth na āye

% the version ī had ends here abruptly