Dil meraa kho gayaa ... kho jaane do

दिल मेरा खो गया ... खो जाने दो
Work
Year
Language

कि: दिल मेरा खो गया
आ: खो जाने दो
कि: प्यार अब हो गया
आ: हो जाने दो

आ: दिल मेरा खो गया
कि: खो जाने दो
आ: प्यार अब हो गया
कि: हो जाने दो

आ: दिल मेरा खो गया …

आँचल से लिपटो ना ज़ुल्फ़ें उड़ाओ ना
दूर से बात करो गले लगाओ ना
आँचल से लिपटो ना
कि: ना ना
आ: ज़ुल्फ़ें उड़ाओ ना
कि: ना ना
आ: दूर से बात करो गले लगाओ ना
कि: प्यार की बात नहीं ये भी कोई बात है
हाथों में हाथ नहीं कैसा ये साथ है
आ: रूप शरमा गया
कि: शरमाने दो
प्यार अब हो गया …

कि: गोरे माथे पे ऐसा टीका सुहाना है
फूल पे सोया जैसे शबनम का दाना है
गोरे माथे पे ऐसा
आ: ना ना
कि: टीका सुहाना है
आ: ना ना
कि: फूल पे सोया जैसे शबनम का दाना है
आ: करके तारीफ़ मेरी मुझको बनाओ ना
असली जो बात है वो बात बनाओ ना
कि: दिल में कुछ हो रहा
आ: हो जाने दो
कि: प्यार अब हो गया …

ki: dil merā kho gayā
ā: kho jāne do
ki: pyār ab ho gayā
ā: ho jāne do

ā: dil merā kho gayā
ki: kho jāne do
ā: pyār ab ho gayā
ki: ho jāne do

ā: dil merā kho gayā …

āṇchal se lipṭo nā zulfeṅ uṛāo nā
dūr se bāt karo gale lagāo nā
āṇchal se lipṭo nā
ki: nā nā
ā: zulfeṅ uṛāo nā
ki: nā nā
ā: dūr se bāt karo gale lagāo nā
ki: pyār kī bāt nahīṅ ye bhī koī bāt hai
hāthoṅ meṅ hāth nahīṅ kaisā ye sāth hai
ā: rūp śharmā gayā
ki: śharmāne do
pyār ab ho gayā …

ki: gore māthe pe aisā ṭīkā suhānā hai
phūl pe soyā jaise śhabnam kā dānā hai
gore māthe pe aisā
ā: nā nā
ki: ṭīkā suhānā hai
ā: nā nā
ki: phūl pe soyā jaise śhabnam kā dānā hai
ā: karke tārīf merī mujhko banāo nā
aslī jo bāt hai vo bāt banāo nā
ki: dil meṅ kuchh ho rahā
ā: ho jāne do
ki: pyār ab ho gayā …