Dil men too, aankhon men too, saanson men too

दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू
Work
Year
Language

दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू
लब पे तू, ख़यालों में तू, ख़ाबों में तू
दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू

किस बात की अंगड़ाइयाँ
लेते हुये जलवों में तू
दोपहर के जगमगाते -2
आतिशीं शोलों में तू
भीनी-भीनी शाम के -2
अनगिनत तारों में तू
रात की मोती भरी -2
घनघोर सी ज़ुल्फ़ों में तू
दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू

आँधियों की रौ में बैठ
खाते हुये जो काम का
बारिशों की जगमगाती -2
अनगिनत लड़ियों में तू
नूर से धोये हुये -2
महताब के चेहरे में तू
( आग से दहके हुये
सूरज के रुख़सारों में तू ) -2
दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू
लब पे तू, ख़यालों में तू, ख़ाबों में तू
दिल में तू, आँखों में तू, साँसों में तू

dil meṅ tū, āṇkhoṅ meṅ tū, sāṇsoṅ meṅ tū
lab pe tū, khayāloṅ meṅ tū, khāboṅ meṅ tū
dil meṅ tū, āṇkhoṅ meṅ tū, sāṇsoṅ meṅ tū

kis bāt kī aṅgaṛāiyāṇ
lete huye jalvoṅ meṅ tū
dopahar ke jagamgāte -2
ātiśhīṅ śholoṅ meṅ tū
bhīnī-bhīnī śhām ke -2
anginat tāroṅ meṅ tū
rāt kī motī bharī -2
ghanghor sī zulfoṅ meṅ tū
dil meṅ tū, āṇkhoṅ meṅ tū, sāṇsoṅ meṅ tū

āṇdhiyoṅ kī rau meṅ baiṭh
khāte huye jo kām kā
bāriśhoṅ kī jagamgātī -2
anginat laṛiyoṅ meṅ tū
nūr se dhoye huye -2
mahtāb ke chehre meṅ tū
( āg se dahke huye
sūraj ke rukhsāroṅ meṅ tū ) -2
dil meṅ tū, āṇkhoṅ meṅ tū, sāṇsoṅ meṅ tū
lab pe tū, khayāloṅ meṅ tū, khāboṅ meṅ tū
dil meṅ tū, āṇkhoṅ meṅ tū, sāṇsoṅ meṅ tū