Dil men pyaar kaa toofaan naa samjhe koee naadaan

दिल में प्यार का तूफ़ान ना समझे कोई नादान्
Work
Year
Language

दिल में प्यार का तूफ़ान
ना समझे कोई नादान
ज़ालिम घूर-घूर के
देखे दूर-दूर से
दिल में प्यार का …

जिसके लिए मैं सारी रात जागी
उसने ही देखो मेरी ख़बर न ली
छेड़े मीठे राग
मेरे दिल में जागे आग
दिल में प्यार का …

ये बेरुख़ी न दुआ न सलाम
मुझको वफ़ा का मिला ये ईनाम
वादा करना था आसान
जा देखा तेरा ईमान
दिल में प्यार का …

dil meṅ pyār kā tūfān
nā samjhe koī nādān
zālim ghūr-ghūr ke
dekhe dūr-dūr se
dil meṅ pyār kā …

jiske lie maiṅ sārī rāt jāgī
usne hī dekho merī khabar na lī
chheṛe mīṭhe rāg
mere dil meṅ jāge āg
dil meṅ pyār kā …

ye berukhī na duā na salām
mujhko vafā kā milā ye īnām
vādā karnā thā āsān
jā dekhā terā īmān
dil meṅ pyār kā …