दिल में छुपा के प्यार का तूफ़ान ले चले
दिल में छुपा के प्यार का तूफ़ान ले चले
हम आज अपनी मौत का सामान ले चले
मौत का सामान ले चले
दिल में छुपा के प्यार का तूफ़ान ले चले
ह ह हा अ आ
मिटता है कौन देखिये उलफ़त की राह में
हे
उलफ़त की राह में
मिटता है कौन देखिये उलफ़त की राह में
वो ले चले हैं आन तो हम जान ले चले
मौत का सामान ले चले
दिल में छुपा के प्यार का तूफ़ान ले चले
ह ह हा अ आ
मन्ज़िल पे होगा फ़ैसला क़िसमत के खेल का
आ
क़िसमत के खेल का
मन्ज़िल पे होगा फ़ैसला क़िसमत के खेल का
कर दे जो दिल का ख़ून वो मेहमान ले चले
मौत का सामान ले चले
दिल में छुपा के प्यार का तूफ़ान ले चले
dil meṅ chhupā ke pyār kā tūfān le chale
ham āj apnī maut kā sāmān le chale
maut kā sāmān le chale
dil meṅ chhupā ke pyār kā tūfān le chale
ha ha hā a ā
miṭtā hai kaun dekhiye ulafat kī rāh meṅ
he
ulafat kī rāh meṅ
miṭtā hai kaun dekhiye ulafat kī rāh meṅ
vo le chale haiṅ ān to ham jān le chale
maut kā sāmān le chale
dil meṅ chhupā ke pyār kā tūfān le chale
ha ha hā a ā
manzil pe hogā faislā qismat ke khel kā
ā
qismat ke khel kā
manzil pe hogā faislā qismat ke khel kā
kar de jo dil kā khūn vo mehmān le chale
maut kā sāmān le chale
dil meṅ chhupā ke pyār kā tūfān le chale