Dil matvaalaa laakh sambhaalaa

दिल मतवाला लाख सम्भाला
Work
Year
Language

Pअर्त ई

दिल मतवाला लाख सम्भाला
फिर भी किसी पर आ ही गया -2
शोख़ नज़र से देखने वाला
प्यार का रोग लगा ही गया -2

( नई उमंगें नया ज़माना
नई तरंगें नया तराना ) -2
मस्त नज़र के तीर चलाकर
कोई हमें तड़पा ही गया -2

दिल मतवाला लाख सम्भाला
फिर भी किसी पर आ ही गया -2

( ओ मदहोश निगाहों वाले
तेरी क़सम दिल तेरे हवाले ) -2
देखा इस अंदाज़ से तूने
प्यार किसी को आ ही गया -2

दिल मतवाला लाख सम्भाला
फिर भी किसी पर आ ही गया -2

( कर गये बातें दो मतवाले
देखते रह गये देखने वाले ) -2
( कोई किसी को राज़-ए-मोहब्बत
आँहों में समझा ही गया
आँहों में समझा ही गया ) -2

दिल मतवाला लाख सम्भाला
फिर भी किसी पर आ ही गया -2


दिल मतवाला लाख सम्भाला -2
फिर भी किसी पर आ ही गया
शोख़ नज़र से देखने वाला -2
प्यार का रोग लगा ही गया
दिल मतवाला लाख सम्भाला

( नई उमंगें नया ज़माना
नई तरंगें नया तराना ) -2
मस्त नज़र से तीर चला के -2
कोई हमें तड़पा ही गया

दिल मतवाला लाख सम्भाला

( ओ मदहोश निगाहों वाले
तेरी क़सम दिल तेरे हवाले ) -2
देखा इस अंदाज़ से तुमने -2
प्यार किसी को आ ही गया

दिल मतवाला लाख सम्भाला

( कर गये बातें दो मतवाले
देखते रह गये देखने वाले ) -2
कोई किसी को राज़-ए-मोहब्बत -2
आँहों में समझा ही गया

दिल मतवाला लाख सम्भाला
फिर भी किसी पर आ ही गया
दिल मतवाला लाख सम्भाला

Part ī

dil matvālā lākh sambhālā
phir bhī kisī par ā hī gayā -2
śhokh nazar se dekhne vālā
pyār kā rog lagā hī gayā -2

( naī umaṅgeṅ nayā zamānā
naī taraṅgeṅ nayā tarānā ) -2
mast nazar ke tīr chalākar
koī hameṅ taṛpā hī gayā -2

dil matvālā lākh sambhālā
phir bhī kisī par ā hī gayā -2

( o madhośh nigāhoṅ vāle
terī qasam dil tere havāle ) -2
dekhā is aṅdāz se tūne
pyār kisī ko ā hī gayā -2

dil matvālā lākh sambhālā
phir bhī kisī par ā hī gayā -2

( kar gaye bāteṅ do matvāle
dekhte rah gaye dekhne vāle ) -2
( koī kisī ko rāz-e-mohabbat
āṇhoṅ meṅ samjhā hī gayā
āṇhoṅ meṅ samjhā hī gayā ) -2

dil matvālā lākh sambhālā
phir bhī kisī par ā hī gayā -2

ā
dil matvālā lākh sambhālā -2
phir bhī kisī par ā hī gayā
śhokh nazar se dekhne vālā -2
pyār kā rog lagā hī gayā
dil matvālā lākh sambhālā

( naī umaṅgeṅ nayā zamānā
naī taraṅgeṅ nayā tarānā ) -2
mast nazar se tīr chalā ke -2
koī hameṅ taṛpā hī gayā

dil matvālā lākh sambhālā

( o madhośh nigāhoṅ vāle
terī qasam dil tere havāle ) -2
dekhā is aṅdāz se tumne -2
pyār kisī ko ā hī gayā

dil matvālā lākh sambhālā

( kar gaye bāteṅ do matvāle
dekhte rah gaye dekhne vāle ) -2
koī kisī ko rāz-e-mohabbat -2
āṇhoṅ meṅ samjhā hī gayā

dil matvālā lākh sambhālā
phir bhī kisī par ā hī gayā
dil matvālā lākh sambhālā