दिल लेना खेल है दिलदार का
(दिल लेना खेल है दिलदार का
भूले से नाम ना लो प्यार का
प्यार भी रूठा यार भी रूठा
देखो मुझको दिलवालों हा
खाया है धोखा हो मैंने यार का) -2
वादों पे इनके ना जाना
बातों में इनकी ना आना
अरे, वादों पे इनके ना जाना
बातों में इनकी ना आना
इनकी मीठी बातें ये मतवाली आँखें
ज़हर है प्यार का
दिल ना खेल है …
इनपे ज़वानी लुटा दो
या ज़िन्दगानी लुटा दो
अरे, इनपे ज़वानी लुटा दो
या ज़िन्दगानी लुटा दो
अरे कुछ भी कर दीवाने रहेंगे ये अन्जाने
रोना है बेकार का
दिल ना खेल है …
chorus : yaar kaa yaar kaa ....
(dil lenā khel hai dildār kā
bhūle se nām nā lo pyār kā
pyār bhī rūṭhā yār bhī rūṭhā
dekho mujhko dilvāloṅ hā
khāyā hai dhokhā ho maiṅne yār kā) -2
vādoṅ pe inke nā jānā
bātoṅ meṅ inkī nā ānā
are, vādoṅ pe inke nā jānā
bātoṅ meṅ inkī nā ānā
inkī mīṭhī bāteṅ ye matvālī āṇkheṅ
zahar hai pyār kā
dil nā khel hai …
inpe zavānī luṭā do
yā zindgānī luṭā do
are, inpe zavānī luṭā do
yā zindgānī luṭā do
are kuchh bhī kar dīvāne raheṅge ye anjāne
ronā hai bekār kā
dil nā khel hai …
chorus : yaar kaa yaar kaa ....