दिल को लगा के कहीं ठोकर न खाना
मु: दिल को लगा के कहीं
दिल को लगा के कहीं ठोकर न खाना
ज़ालिम ज़माना है ये ज़ालिम ज़माना
ज़: किसको सुनाऊँ अपने ग़म का फ़साना
ज़ालिम ज़माना है ये ज़ालिम ज़माना
मु: निशाँ तक भी तेरा मिटा देगी दुनिया
बहारों से पहले जला देगी दुनिया -2
तेरे ही सामने तेरा आशियाना
ज़ालिम ज़माना है ये ज़ालिम ज़माना
ज़: ख़ुश है ज़माना मुझको नासाज़ करके
मेरी आरज़ू की दुनिया बरबाद करके -2
कहता है आहें भरना आँसू बहाना
ज़ालिम ज़माना है ये ज़ालिम ज़माना
दो: ( दो दिल मिलें तो कोई मिलने न देगा
कलियाँ तमन्नाओं की खिलने न देगा ) -2
दिल में उम्मीदों की न दुनिया बसाना -2
ज़ालिम ज़माना है ये ज़ालिम ज़माना
दिल को लगा के कहीं ठोकर न खाना
ज़ालिम ज़माना है ये ज़ालिम ज़माना
mu: dil ko lagā ke kahīṅ
dil ko lagā ke kahīṅ ṭhokar na khānā
zālim zamānā hai ye zālim zamānā
za: kisko sunāūṇ apne ġham kā fasānā
zālim zamānā hai ye zālim zamānā
mu: niśhāṇ tak bhī terā miṭā degī duniyā
bahāroṅ se pahle jalā degī duniyā -2
tere hī sāmne terā āśhiyānā
zālim zamānā hai ye zālim zamānā
za: khuśh hai zamānā mujhko nāsāz karke
merī ārazū kī duniyā barbād karke -2
kahtā hai āheṅ bharnā āṇsū bahānā
zālim zamānā hai ye zālim zamānā
do: ( do dil mileṅ to koī milne na degā
kaliyāṇ tamannāoṅ kī khilne na degā ) -2
dil meṅ ummīdoṅ kī na duniyā basānā -2
zālim zamānā hai ye zālim zamānā
dil ko lagā ke kahīṅ ṭhokar na khānā
zālim zamānā hai ye zālim zamānā