दिल की तमन्ना थी मस्ती में मन्ज़िल से (सद वेर्सिओन)
दिल की तमन्ना थी मस्ती में मंज़िल से भी दूर निकलते
अपना भी कोई साथी होता, हम भी बहकते चलते-चलते
साथी मिला, यूँ तो मगर, रस्ते में था चाँदी का नगर -2
चाँदी की नगरी भाई उसे हम, रह गए आँखें मलते-मलते
यादों की धूल आँखों में है, दामन की हसरत हाथों में है -2
ख्वाबों के वीराने में तन्हा, थक गया राही चलते-चलते
dil kī tamannā thī mastī meṅ maṅzil se bhī dūr nikalte
apnā bhī koī sāthī hotā, ham bhī bahakte chalte-chalte
sāthī milā, yūṇ to magar, raste meṅ thā chāṇdī kā nagar -2
chāṇdī kī nagrī bhāī use ham, rah gae āṇkheṅ malte-malte
yādoṅ kī dhūl āṇkhoṅ meṅ hai, dāman kī hasrat hāthoṅ meṅ hai -2
khvāboṅ ke vīrāne meṅ tanhā, thak gayā rāhī chalte-chalte