दिल के अफ़साने निगाहों की ज़ुबां तक पहुँचे
दिल के अफ़साने निगाहों की ज़ुबां तक पहुँचे
बात चल निकली है अब देखें कहाँ तक पहुँचे
सहमे-सहमे हुए जज़बात ने अंगड़ाई ली
सोए-सोए हुए नग़मात ने अंगड़ाई ली
खुद से शरमाये हुए उनके जहाँ तक पहुँचे
बात चल निकली है अब देखें कहाँ तक पहुँचे
जिनकी आँखों ने कई बार किये हम से सवाल
उनकी यादों से महकने लगी वीरान खयाल
लेके दामन में बहारें वो ख़िज़ां तक पहुँचे
बात चल निकली है अब देखें कहाँ तक पहुँचे
dil ke afsāne nigāhoṅ kī zubāṅ tak pahuṇche
bāt chal niklī hai ab dekheṅ kahāṇ tak pahuṇche
sahme-sahme hue jazbāt ne aṅgaṛāī lī
soe-soe hue naġhmāt ne aṅgaṛāī lī
khud se śharmāye hue unke jahāṇ tak pahuṇche
bāt chal niklī hai ab dekheṅ kahāṇ tak pahuṇche
jinkī āṇkhoṅ ne kaī bār kiye ham se savāl
unkī yādoṅ se mahakne lagī vīrān khayāl
leke dāman meṅ bahāreṅ vo khizāṅ tak pahuṇche
bāt chal niklī hai ab dekheṅ kahāṇ tak pahuṇche