Dil kaa naa karnaa aitbaar koee

दिल का ना करना ऐतबार कोई
Work
Year
Language

दिल का ना करना ऐतबार कोई
भूले से भी ना करना प्यार कोई

लाख मनाया, दिल ना माना
जान के धोखे में आया दीवाना
किसका हुआ है दिलदार कोई

क्यो कहते हो प्यार किया था
कह दो किसी से दर्द लिया था
बदले में ले गया करार कोई

डूबे सितारें, खोये नज़ारे
फिर ना मिलेंगे, दिल के सहारे
करता रहेगा इंतजार कोई

dil kā nā karnā aitbār koī
bhūle se bhī nā karnā pyār koī

lākh manāyā, dil nā mānā
jān ke dhokhe meṅ āyā dīvānā
kiskā huā hai dildār koī

kyo kahte ho pyār kiyā thā
kah do kisī se dard liyā thā
badle meṅ le gayā karār koī

ḍūbe sitāreṅ, khoye nazāre
phir nā mileṅge, dil ke sahāre
kartā rahegā iṅtjār koī