Dil kaa aalam main kyaa bataaoon tujhe

दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे
Work
Year
Language

दिल का आलम मैं क्या बताऊँ तुझे
एक चेहरे ने बहोत प्यार से देखा मुझे

वो मेरे सामने बैठी है मगर
उससे कुछ बात ना हो पायी है
मैं इशारा भी अगर करता हूँ
इस में हम दोनों की रुसवाई है

वो तो होठों से कुछ भी कहती नही
उस की आखों में एक कहानी है
उस कहानी में नाम है मेरा
मुझ पे कुदरत की मेहरबानी है

dil kā ālam maiṅ kyā batāūṇ tujhe
ek chehre ne bahot pyār se dekhā mujhe

vo mere sāmne baiṭhī hai magar
usse kuchh bāt nā ho pāyī hai
maiṅ iśhārā bhī agar kartā hūṇ
is meṅ ham donoṅ kī rusvāī hai

vo to hoṭhoṅ se kuchh bhī kahtī nahī
us kī ākhoṅ meṅ ek kahānī hai
us kahānī meṅ nām hai merā
mujh pe kudarat kī meharbānī hai