Dil javaan hai aarzoo javaan

दिल जवां है आर्ज़ू जवां
Year
Language

दिल जवां है आर्ज़ू जवां
एक नज़र इधर भी महर्बां
कब तलक ये हमसे बेरुख़ी
कब तलक रहेगी चुप ज़ुबां

ये क्‌या ग़ज़ब है दिलरुबा है अपने आप से ख़फ़ा
ढरी रहेगी हर अदा जो दिल किसीपे आ गया
ग़ुरूर-ए-दिल रहेगा फिर कहाँ
इक नज़र इधर भी …

वो हुस्न क्‌या जो रूठके निगाह को न फेर ले
वो इश्क़ क्‌या जो छेड़के न ज़ुल्फ़ को बिखेर दे
वो सोज़ क्‌या उठे न जो धुआँ
इक नज़र इधर भी …

मैं जानता हूँ है फ़रेब ये झुकी नज़र तेरी
उठी तो हार जायेगी ज़रूर मुस्कुराएगि
न छुप सकेगी दिल की दास्तान
इक नज़र इधर भी …

dil javāṅ hai ārzū javāṅ
ek nazar idhar bhī maharbāṅ
kab talak ye hamse berukhī
kab talak rahegī chup zubāṅ

ye k‌yā ġhazab hai dilrubā hai apne āp se khafā
ḍharī rahegī har adā jo dil kisīpe ā gayā
ġhurūr-e-dil rahegā phir kahāṇ
ik nazar idhar bhī …

vo husn k‌yā jo rūṭhke nigāh ko na pher le
vo iśhq k‌yā jo chheṛke na zulf ko bikher de
vo soz k‌yā uṭhe na jo dhuāṇ
ik nazar idhar bhī …

maiṅ jāntā hūṇ hai fareb ye jhukī nazar terī
uṭhī to hār jāyegī zarūr muskurāegi
na chhup sakegī dil kī dāstān
ik nazar idhar bhī …