Dil jaltaa hai to jalne de

दिल जलता है तो जलने दे
Year
Language

दिल जलता है तो जलने दे
आँसू ना बहा फ़रियाद ना कर
तू परदानशीं का आशिक़ है
यूँ नाम-ए-वफ़ा बरबाद ना कर
मासूम नजर के तीर चला
बिस्मिल को बिस्मिल और बना
अब शर्म-ओ-हया के परदे में
यूँ छुप छुप के बे-दाद ना कर
हम आस लगाये बैठे है
तुम वादा करके भूल गये
या सूरत आ के दिखा जाओ
या कह दो हमको याद ना कर

dil jaltā hai to jalne de
āṇsū nā bahā fariyād nā kar
tū pardānśhīṅ kā āśhiq hai
yūṇ nām-e-vafā barbād nā kar
māsūm najar ke tīr chalā
bismil ko bismil aur banā
ab śharm-o-hayā ke parde meṅ
yūṇ chhup chhup ke be-dād nā kar
ham ās lagāye baiṭhe hai
tum vādā karke bhūl gaye
yā sūrat ā ke dikhā jāo
yā kah do hamko yād nā kar