दिल जलता है तो जलने दे
आँसू ना बहा फ़रियाद ना कर
दिल जलता है तो जलने दे
तू परदा नशीं का आशिक़ है
यूं नाम-ए-वफ़ा बरबाद ना कर
दिल जलता है तो जलने दे
मासूम नजर के तीर चला
बिस्मिल को बिस्मिल और बना
अब शर्म-ओ-हया के परदे में
यूं छुप छुप के बेदाद ना कर
दिल जलता है तो जलने दे
हम आस लगाये बैठे हैं
तुम वादा करके भूल गये
या सूरत आके दिखा जाओ
या कह दो हमको याद ना कर
दिल जलता है, दिल जलता है, दिल जलता है …
dil jaltā hai to jalne de
āṇsū nā bahā fariyād nā kar
dil jaltā hai to jalne de
tū pardā naśhīṅ kā āśhiq hai
yūṅ nām-e-vafā barbād nā kar
dil jaltā hai to jalne de
māsūm najar ke tīr chalā
bismil ko bismil aur banā
ab śharm-o-hayā ke parde meṅ
yūṅ chhup chhup ke bedād nā kar
dil jaltā hai to jalne de
ham ās lagāye baiṭhe haiṅ
tum vādā karke bhūl gaye
yā sūrat āke dikhā jāo
yā kah do hamko yād nā kar
dil jaltā hai, dil jaltā hai, dil jaltā hai …