Dil dil se milaa kar dekho, nazron men samaa kar dekho,

दिल दिल से मिला कर देखो, नज़रों में समा कर देखो,
Work
Year
Language

(दिल दिल से मिला कर देखो,
नज़रों में समा कर देखो,
अपना तो बना कर देखो,
होती है मोहब्बत क्‌या ) (2)

(हम प्यार में खो गये ऐसे,
परदेस में राही जैसे ) (2)
उल्फ़त का नशा,
जब हो ही गया,
दामन को छुड़ायें कैसे,

नज़रें तो उठा कर देखो,
वो तीर चला कर देखो,
अपना तो बन कर देखो,
होती है मोहब्बत क्‌या,

दिल दिल से मिला कर देखो,
नज़रों में समा कर देखो,
अपना तो बना कर देखो,
होती है मोहब्बत क्‌या

(लहरा के हवा जब आई,
फिर डसने लगी तन्हाई, ) (2)
दिल पहुँचा वहाँ,
दिलवर था जहाँ,
तो बजने लगी शहनाई

दिल में तो बिठा कर देखो,
कुछ पास तो आ कर देखो
अपना तो बना कर देखो,
होती है मोहब्बत क्‌या

दिल दिल से मिला कर देखो,
नज़रों में समा कर देखो,
अपना तो बना कर देखो,
होती है मोहब्बत क्‌या

(dil dil se milā kar dekho,
nazroṅ meṅ samā kar dekho,
apnā to banā kar dekho,
hotī hai mohabbat k‌yā ) (2)

(ham pyār meṅ kho gaye aise,
pardes meṅ rāhī jaise ) (2)
ulfat kā naśhā,
jab ho hī gayā,
dāman ko chhuṛāyeṅ kaise,

nazreṅ to uṭhā kar dekho,
vo tīr chalā kar dekho,
apnā to ban kar dekho,
hotī hai mohabbat k‌yā,

dil dil se milā kar dekho,
nazroṅ meṅ samā kar dekho,
apnā to banā kar dekho,
hotī hai mohabbat k‌yā

(lahrā ke havā jab āī,
phir ḍasne lagī tanhāī, ) (2)
dil pahuṇchā vahāṇ,
dilavar thā jahāṇ,
to bajne lagī śhahnāī

dil meṅ to biṭhā kar dekho,
kuchh pās to ā kar dekho
apnā to banā kar dekho,
hotī hai mohabbat k‌yā

dil dil se milā kar dekho,
nazroṅ meṅ samā kar dekho,
apnā to banā kar dekho,
hotī hai mohabbat k‌yā