Dil dil se kah rahaa hai

दिल दिल से कह रहा है
Year
Language

दिल दिल से कह रहा है
जो तू है वही मैं हूँ
दोनों की इक सदा है
जो तू है वही मैं हूँ

तसवीरें देखने में जो है गुरूर लेके
रंग ले के वो खड़ा है
जो तू है वही मैं हूँ …

साँसें मिली हुईं हैं आहें मिली हुईं हैं
इस दर्द में इक दवा है
जो तू है वही मैं हूँ …

dil dil se kah rahā hai
jo tū hai vahī maiṅ hūṇ
donoṅ kī ik sadā hai
jo tū hai vahī maiṅ hūṇ

tasvīreṅ dekhne meṅ jo hai gurūr leke
raṅg le ke vo khaṛā hai
jo tū hai vahī maiṅ hūṇ …

sāṇseṅ milī huīṅ haiṅ āheṅ milī huīṅ haiṅ
is dard meṅ ik davā hai
jo tū hai vahī maiṅ hūṇ …