दिल देके देखो, दिल देके देखो
दिल देके देखो, दिल देके देखो
दिल देके देखो जी
दिल लेने वालों, दिल देना सीखो जी
हो … दिल लेने वालों
दिल देना सीखो जी
पूछो पूछो पूछो
परवाने से ज़रा
धीरे धीरे जलने
में कैसा है मज़ा
ओहोहो … तुम भी दिल देके
जल जाना सीखो जी
आहाहा … तुम भी दिल देके
जल जाना सीखो जी
कैसे?
दिल देके देखो …
समझो समझो समझो
दीवाने की ज़ुबान
प्यार जो ना होता
ना होता ये जहाँ
ओहोहो … तुम भी दिल देके
ये गाना सीखो जी
आहाहा … तुम भी दिल देके
ये गाना सीखो जी
क्या?
दिल देके देखो …
dil deke dekho, dil deke dekho
dil deke dekho jī
dil lene vāloṅ, dil denā sīkho jī
ho … dil lene vāloṅ
dil denā sīkho jī
pūchho pūchho pūchho
parvāne se zarā
dhīre dhīre jalne
meṅ kaisā hai mazā
ohoho … tum bhī dil deke
jal jānā sīkho jī
āhāhā … tum bhī dil deke
jal jānā sīkho jī
kaise?
dil deke dekho …
samjho samjho samjho
dīvāne kī zubān
pyār jo nā hotā
nā hotā ye jahāṇ
ohoho … tum bhī dil deke
ye gānā sīkho jī
āhāhā … tum bhī dil deke
ye gānā sīkho jī
kyā?
dil deke dekho …