Dil cheej kyaa hai, aap meree jaan lijie

दिल चीज क्या है, आप मेरी जान लिजिए
Work
Year
Language

दिल चीज क्या है, आप मेरी जान लीजिए
बस एक बार मेरा कहा मान लीजिए

इस अंजुमन में आपको आना है बार बार
दीवार-ओ-दर को गौर से पहचान लीजिए

माना के दोस्तों को नहीं, दोस्ती का पास
लेकिन ये क्या के गैर का एहसान लीजिए

कहिये तो आसमां को जमीन पर उतार लाए
मुश्किल नहीं है कुछ भी अगर ठान लीजिए

dil chīj kyā hai, āp merī jān lījie
bas ek bār merā kahā mān lījie

is aṅjuman meṅ āpko ānā hai bār bār
dīvār-o-dar ko gaur se pahchān lījie

mānā ke dostoṅ ko nahīṅ, dostī kā pās
lekin ye kyā ke gair kā ehsān lījie

kahiye to āsmāṅ ko jamīn par utār lāe
muśhkil nahīṅ hai kuchh bhī agar ṭhān lījie