दिल आने के ढंग निराले हैं
दिल आने के
हो दिल आने के ढंग निराले हैं
दिल आने के ढंग निराले हैं
दिल से मजबूर सब दिलवाले हैं
आ आ आ
दिल से मजबूर सब दिलवाले हैं
दिल आने के
हो दिल आने के ढंग निराले हैं
कभी अँखियाँ मिलाने से आता है दिल
कभी अँखियाँ बचाने से आता है दिल
वो ही अँखियाँ जिन्हें हम से मतलब नहीं -2
उन्हीं अँखियों के हम मतवाले हैं
आ आ आ
उन्हीं अँखियों के हम मतवाले हैं
दिल आने के
हो दिल आने के ढंग निराले हैं
प्यारी सूरत का गर सामना हो गया
हम पे लाखों अदाओं ने हमला किया
बड़ी हिम्मत से क़ाबू में रखा है दिल -2
बड़ी मुश्क़िल से होश सम्भाले हैं
आ आ आ
बड़ी मुश्क़िल से होश सम्भाले हैं
दिल आने के
हो दिल आने के ढंग निराले हैं
dil āne ke
ho dil āne ke ḍhaṅg nirāle haiṅ
dil āne ke ḍhaṅg nirāle haiṅ
dil se majbūr sab dilvāle haiṅ
ā ā ā
dil se majbūr sab dilvāle haiṅ
dil āne ke
ho dil āne ke ḍhaṅg nirāle haiṅ
kabhī aṇkhiyāṇ milāne se ātā hai dil
kabhī aṇkhiyāṇ bachāne se ātā hai dil
vo hī aṇkhiyāṇ jinheṅ ham se matalab nahīṅ -2
unhīṅ aṇkhiyoṅ ke ham matvāle haiṅ
ā ā ā
unhīṅ aṇkhiyoṅ ke ham matvāle haiṅ
dil āne ke
ho dil āne ke ḍhaṅg nirāle haiṅ
pyārī sūrat kā gar sāmnā ho gayā
ham pe lākhoṅ adāoṅ ne hamlā kiyā
baṛī himmat se qābū meṅ rakhā hai dil -2
baṛī muśhqil se hośh sambhāle haiṅ
ā ā ā
baṛī muśhqil se hośh sambhāle haiṅ
dil āne ke
ho dil āne ke ḍhaṅg nirāle haiṅ