धूँढे नज़र-नज़र, मेरा चाँद है किधर्
ढूँढे नज़र-नज़र, मेरा चाँद है किधर
आ जगमगाके, यूँ मुस्कुराके, मुझको रहे न अपनी खबर
डोले कदम-कदम, बना हुस्न भी सितम
दिल को बचाके, ख़ुद को छुपाके, आखिर कहाँ अब ले जाएं हम
आजा के मैं हूँ तेरे वास्ते, आँखों की शमा जलाए हुए
वो शोख नज़रें जो पीछा करें, बढ़ते कदम डगमगाए हुए
दिल को बचाके…
कह दो हमको न देखे कोई, ऐसे के ये दिल धड़कने लगे
मैं क्या करूँ मेरे सीने में जब, एक आग मीठी भड़काने लगे
दिल को बचाके …
ḍhūṇḍhe nazar-nazar, merā chāṇd hai kidhar
ā jagamgāke, yūṇ muskurāke, mujhko rahe na apnī khabar
ḍole kadam-kadam, banā husn bhī sitam
dil ko bachāke, khud ko chhupāke, ākhir kahāṇ ab le jāeṅ ham
ājā ke maiṅ hūṇ tere vāste, āṇkhoṅ kī śhamā jalāe hue
vo śhokh nazreṅ jo pīchhā kareṅ, baṛhte kadam ḍagamgāe hue
dil ko bachāke…
kah do hamko na dekhe koī, aise ke ye dil dhaṛakne lage
maiṅ kyā karūṇ mere sīne meṅ jab, ek āg mīṭhī bhaṛkāne lage
dil ko bachāke …