Dheere dheere se meree jindgee men aanaa

धीरे धीरे से मेरी जिंदगी में आना
Work
Year
Language

धीरे धीरे से मेरी जिंदगी में आना
धीरे धीरे से दिल को चुराना
तुम से प्यार हमें हैं कितना जान-ए-जाना
तुम से मिलकर तुमको है बताना

जब से तुझे देखा, दिल को कही आराम नहीं
मेरे होठों पे एक तेरे सिवा कोई नाम नहीं
अपना भी हाल तुम्हारे जैसा है साजन
बस याद तुझे करते हैं और कोई काम नहीं
बन गया हूँ मैं, तेरा दीवाना
धीरे धीरे से ...

तूने भी अक्सर मुझको जगाया रातों में
और नींद चुरायी मीठी मीठी बातों में
तूने भी बेशक मुझको कितना तड़पाया
फिर भी तेरी हर एक अदा पे प्यार आया
आ जा आ जा, अब कैसा शरमाना
धीरे धीरे से ...

dhīre dhīre se merī jiṅdgī meṅ ānā
dhīre dhīre se dil ko churānā
tum se pyār hameṅ haiṅ kitnā jān-e-jānā
tum se milkar tumko hai batānā

jab se tujhe dekhā, dil ko kahī ārām nahīṅ
mere hoṭhoṅ pe ek tere sivā koī nām nahīṅ
apnā bhī hāl tumhāre jaisā hai sājan
bas yād tujhe karte haiṅ aur koī kām nahīṅ
ban gayā hūṇ maiṅ, terā dīvānā
dhīre dhīre se ...

tūne bhī aksar mujhko jagāyā rātoṅ meṅ
aur nīṅd churāyī mīṭhī mīṭhī bātoṅ meṅ
tūne bhī beśhak mujhko kitnā taṛpāyā
phir bhī terī har ek adā pe pyār āyā
ā jā ā jā, ab kaisā śharmānā
dhīre dhīre se ...