धरती से दूर गोरे बादलों के पार आजा
धरती से दूर गोरे बादलों के पार आजा
आजा बसा लें नया संसार, आजा
आजा बसा लें नया संसार्…
छोटी सी अपनी दुनिया बसाएं
प्यार का जिसमें खेल रचाएं
चाँद को अपनी नाव बनाके,
सुंदर तारे तोड़ के लाएं
दुनिया से हो अपनी दुनिया निराली
जग से निराला अपना प्यार, आजा
आजा बसा लें नया संसार्…
धरती से दूर गोरे बादलों के पार आजा
आजा बसा लें नया संसार, आजा
आजा बसा लें नया संसार्…
गोद में लेके रात की रानी
रोज़ सुनाए नई कहानी
छम छम करता आया सवेरा
फूलों की बेल जाए निशानी (??)
शबनम आके मुखड़ा चूमे
रिमखिम बरसे मस्त फुहार, आजा
आजा बसा लें नया संसार
धरती से दूर गोरे बादलों के पार आजा
आजा बसा लें नया संसार, आजा
आजा बसा लें नया संसार्…
dhartī se dūr gore bādloṅ ke pār ājā
ājā basā leṅ nayā saṅsār, ājā
ājā basā leṅ nayā saṅsār…
chhoṭī sī apnī duniyā basāeṅ
pyār kā jismeṅ khel rachāeṅ
chāṇd ko apnī nāv banāke,
suṅdar tāre toṛ ke lāeṅ
duniyā se ho apnī duniyā nirālī
jag se nirālā apnā pyār, ājā
ājā basā leṅ nayā saṅsār…
dhartī se dūr gore bādloṅ ke pār ājā
ājā basā leṅ nayā saṅsār, ājā
ājā basā leṅ nayā saṅsār…
god meṅ leke rāt kī rānī
roz sunāe naī kahānī
chham chham kartā āyā saverā
phūloṅ kī bel jāe niśhānī (??)
śhabnam āke mukhaṛā chūme
rimkhim barse mast phuhār, ājā
ājā basā leṅ nayā saṅsār
dhartī se dūr gore bādloṅ ke pār ājā
ājā basā leṅ nayā saṅsār, ājā
ājā basā leṅ nayā saṅsār…