धड़कने लगता है मेरा दिल तेरे नाम से
धड़कने लगता है मेरा दिल तेरे नाम से
ऐसा लगता है अब हम गये काम से -2
ध ध ध धड़कने लगता …
मेरे दिल में जब से टूटा तेरे नैन का तीर
दिल में रहकर बन गया वो तो मेरी ही तस्वीर
नींद नहीं आती है मुझे आराम से
धड़कने लगता …
तेरी बातें तेरे किस्से रहते हैं हरदम
महफ़िल हो या वीराना हो या कोई मौसम
डरते नहीं हैं हम इश्क़ के अंजाम से
ऐसा लगता है …
dhaṛakne lagtā hai merā dil tere nām se
aisā lagtā hai ab ham gaye kām se -2
dha dha dha dhaṛakne lagtā …
mere dil meṅ jab se ṭūṭā tere nain kā tīr
dil meṅ rahkar ban gayā vo to merī hī tasvīr
nīṅd nahīṅ ātī hai mujhe ārām se
dhaṛakne lagtā …
terī bāteṅ tere kisse rahte haiṅ hardam
mahafil ho yā vīrānā ho yā koī mausam
ḍarte nahīṅ haiṅ ham iśhq ke aṅjām se
aisā lagtā hai …